RSS

Attock Bridge and Attock Khurd

 Hotel in Attock Khurd and near the Attock Bridge.

  Hotel in Attock Khurd and near the Attock Bridge.

 Hotel in Attock Khurd and near the Attock Bridge.

 Attock Khurd main picnic Area

  Attock Khurd main picnic Area

 Attock Bridge


  Attock Bridge

  Attock Bridge

 Attock Bridge

Indus River,Daryae Sindh,Abseen

Urdu

Attock bridge

Attock Bridge jisay Attock pull k naam se yaad kia jata he.ye Attock Khurd or Khairabad Kund

k darmian waqe he.Ye pull soba Punjab or soba Khyber Pakhtunkhwa k darmian Daryae Sindh par

sab se zieada hikmat-e-amli or commercial crossing me se 1 he.ye to tha Attock bridge jisay ab aam traficc k liye istimaal kia jata he.

Attock Khurd

Attock Khurd Khyber Pakhtunkhwa k logo k liye main picnic area samjha jata he.yahan par seenkro log rozana seer-o-tafreeh k liye atay hen.yahan par 1 dariya bhi guzarta he.jisayDaryae Sindh k naam se yaad kia jata he.ye dariya yahan ki khobsurti me or izafa kar deta he.yahan par bohot se log nahanay bhi atay hen.har saal yahan seenkro log apni qeemti zindagi ki bazi har jatay hen.yahan par anay walay logo se apeal he k nahatay wakt ihtiyaat kia karen. oper di gaye pictures se aap Attock Khurd ki khubsorti ka andaza laga saktay hen.yahan par dor se anay walay logo k liye hotel ka intizaam bhi mojood he.yahan par Eid k dino me logo ka rush is qadar barh jata he k Attock Khurd me milay sa samaan ban jata he.yahan ki 1 or aham cheez jisay Attock ka Qilla kaha jata he.ye Qilla Akber ne banwaya tha.Is Qilla ko is dor me bator-e-jail bhi istimal kia gaya.jis ki taza tareen misal Nawaz Shareef ki he.Parvez Musharaf ne Nawaz Shareef ko Attock k Qilla me band kia tha.

Mujhay Yakeen he k aap logo ko meri ye post pasand i hogi.mazeed malomaat or update k liye visit kartay rahiyay.

http://dailyhangama.blogspot.com/

The End


  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

0 comments:

Post a Comment